Ham jab 9th and metric ke exam dete hain
to hame besabari ye intezar hota he
ke kab hamari results aaie or ham dekhe
magr hamein ye to pata he
hamein sahi result ka pata marksheet se chalta he
ap ko pata he ke marksheet to bhot let aate he
phir ham internet pe results ka pata karne ka sochte hain
magr hamain ye to pata ni hota ke kon se sahi site he
but Bohat sari websites hain jin me ye likha hota he
ke 9th & metric ki results online check karein
mager jab ham un websites ko open karte hain
to title kuch or hota he or open karne ke bad
kuch orpata lagta mager un me matlab ka kuch bhe ni hota
magar ham phir bhe koshish karte hein
dosre site dhondne ki
ke hamein aase koe site ya link ho jo working ho
ham us pe online 9th and matric ki results check kar sake,,
G haan eeasee website he jis pe ap apne 9th and metric ki result
pata kar sakte ho Bilkul right sure site he
jis pe ap apne result check kar sakte ho
ap ko website open kar ke bus apne seat no lilkna he
results ap ke samne hoga ap wahan apna nam,
apne abu ka nam, marks, Grade, percantage,
pass, fail sub dekh sakte ho
Youn samjh lo ke markshet ap ke samne he.
Ye he vo site apna Results Dekhne ke leye Yahan click karein
1- yahan ap apna seat no/roll no likhein.
2- search par click kar dein.
3- ap ka result ap ke samne ho ga kuch es tarah,
ab ko pata chal gaya ap ki results ka ab ap ko pata lag gaya ho ga
ke online 9th & metric ki result kaise check karte hain
umeed karta hon ap ko ye post pasand aaie ho ge
ese apne freinds ke sath share karein
or jise bat samjh na aaie vo comment me poch sakta he
thanks.
Post a Comment