Facebook Me Apna Account-ID Kaise Banate Hain
Aj ke waqt Me Koi facebook Se Vakif Na Ho Aisa
ho Hi Nahi Sakta, Facebook Duniya ki Sub se famous Social
Media Website Hai, Internet Use Karne wale Sabhi Logo Ne
facebook Pe apna Account Banaya Hi Hoga, phir Bhi Aap Ye
Articale study kar rahe hai, Is ka Matlab Aap ne Facebook Ki
Duniya Me Abhi Naye Hai!
Aap Ko Ek facebook Account Banana
hai,
WellCome in facebook make a account
chalo Aap ke leye kuch aasaani kar dete hain
Ap ki help Kar ke phaly Aap samajh lo facebook kia he!
- Facebook Kiya hai..??
Facebook Ka maksad Hi Friend Ko Milana hai
Facebook esi Social Website Hai jahan
Aap Apne Naye Purane Sabhi Dosto
Ko Online Mil Sakte Hai.
Unse Chat kar Sakte Hai, Ek Dusare Ko Masseges,
Photos, Wishes, Videos Bhej Sakte Hain
Aur wo be Sub kuch Muft free Me.
Aap Facebook Ke Zariye
Apne Friends Ka Ek Group
Bhi Bana Sakte Hain Aur Apne
Dil Ki Bat Ek Hi Status MasSaGe
send Karne Se or wo Aap ke
sabhi Friend Ko Mil Jata Hai.
he Na Kamal Ki Baat..!!
Agar Aap Koi Online Business Kar Rahe Hain to Apne
Business ka free Me Advertising Kar Sakte Hain
Apna business aage Badha Sakate Hain
esa ke Leye Facebook Me Page Banane Ki zarorat parti Hai.
- Agar Ap ka Blog, Website,
Ya Banani Hai To Us ko
Bhi Promot Kar ke Zeyada Visiter
Kar Sakte Hai.
Aage Aap Koi writter, Poeter, Painter,
Photographer hai to Aap ke Leye
zamane Se Jurane Ka boht he acha tarika facebook he
Aur be kafi Sare facebook Ke
faiede Hain Jo Aap ese use karte Karte le sakte ho
Facebook Me apna Account Banate Hain se phaly
kuch importents jaan lain
phely Apna Email ak Bar log in kar ke
Check kar Lena. kai bar Kiya hota Hai Ke facebook
me Account Registeration kar Dete hai par Email
( Kisi wajha se ) open ni ho pata Aur confromation
Nahi Ho Pata Hai, or es wajha
se facebook open nahi hota.
Aap jo Password lagate hain
Use Yaad rakhen.kisi or Ko kabhi na de, Galat Use
Ho Sakta He.
Agar Ap ko Facebook Account Banate Waqt zaban
Chang Karni Hai to eska
option last me hai us me
se Select Kar Le.
Aap Apna Name Apni Zaban jaise
Urdu,sindh, marathi,telugu, english,
chaniess etc Me Bhi Likh Sakte Hain.
Facebook Me Apna Account-Id Kaise Banate Hai ??
- 1. Sub se Pehle Aap
Website Ko Apne Browser open karen.
2. Agar Aap Mobile Se Facebook Account Bana Rahe
Hai To aisa Bhi Page Ap ko Dekhai Dega.
- Create New Account Par Click Kar De.
( Mobile Aur Pc Dono Me zeyada FarQ nahi he)
4. Ab Ap ko registration Ke Leye In Khali Box
me apni Sari Detial Likhni He.
First Name : Salman
Last name :Khan
( Apna Sahi Nam Likhen )
Surname : Pathan
Ap ki Surname Likhen.
Phone Number or Email Address : 009230012345
ap ka Phone Number Likhe
( Wo hi Number likhain Jo Aap Use kar rahe Ho).
Re enter email Or Mobile Number : Salman
Apne Pehale jo Likha hai Wohi Number Ya Email Likhen.
New Password :********
Yahan Aap Apni passand ka Password Likhen.
( Ye wo password Hai Jo Apna Facebook Account
Lig In karne Ke Leye Use karna Hai.
Gender : male ya female
Ap ki gender Select Kare.
Birthday : 22-june-1990
Day-Month-Year Select Kare.
Last Me sign up Button par Click Kar De.
ap ke mobile me ak confirmation code aaiega
wo enter kar ke confrom karen,
apna mobile nomber enter karen
search for your friend on facebook
add a picture apni profile picture add karen
ban gai aap ki id...!!!
for email use
Ab Apna Email Account open karen.
Esame Facebook Ki or Se Ek Mail aaya hoga. Isako
Open karake conformation link par click karade.
ab open ho gaya na !!!!
Ap ka facebook account!!!!
Anjoy Friend..!!!!
Post a Comment