Google sitemap website and Blog ke leye
bohat he zarori he kiun ke
bohat he zarori he kiun ke
sitemap google search engine ko hamare
blog ya website ke bare me batata he,
es me aap takreban 500 page add kar sakte hain.
google ne ye es leye banaya he ke ye logo ki website
ke pages ko pad kar ke google search engine se joorr sake
or google un pages ko aap ke website ke visitors ko dekha sake.
Google Sitemap Kia He or Ye Kiun zarori He?
google sitemap ek file ki tarah he jis me aap apne
blog ya website ke 500 pages ko add kar sakte hain.
Es ka kaaam website ke pages ko google tahat
sab he search engine tak le jana hota he,
agar aap chahate hain ke aap ki site bhi
google search engine me dikhe to
google sitemap aap ki help kar sakta hai.
Blog Ke Liye Sitemap Kaise Banaye?
Go to Create your Google Sitemap
Ab aap ke samne ek Asse windows khulegi.
1. Apne blog ka url dale jese.
2. Ab neche Always select kare.
3. Ese aase hi chor dein yani Use server’s response
par he thek rehne dein
4.Automatic calculate par tick mark kare.
sab kuch sahi select karne ke bad
5. Start button par click karein.
Ab ek new window khulegi.
jis me aap ke blog ka sitemap url kuch is taraha hoga
http://www.yourwebsiteurl .com /sitemap.xml
Ab aap ise Google search Consile
or Bing webmaster me add kar sakte hai.
agar aap ko internet ke bare me or bhi janna
chahte hain to fammaza.blogspot.com ki
or bhe post parheye. or phir bhe
aap ko apne sawal ka jawab na mile
to comment me mujh se pocheye.
Post a Comment